Top 3 Energy Efficient ceiling Fans in india 2018
hello friends Garmiya start ho gai hai aur jab log apane ghar mein bijalee kee khapat ko kam karane ke baare mein sochate hain to bijli ke bilon ko kam karane ke lie light par dhyaan kendrit karate hain, lekin fan apke ghar pe lage bulb se bahut adhik bijli use karte hain.
ghar pe lage fan 60 to 100 watt ka bijli consume karata hai. isake alaava ek fan din ke saath-saath raat me bhi prayog kiya jaata hai . kul milaakar fan mein bulb kee tulana mein bijalee kee maatra do guna ya teen guna adhik hotee hai. lekin adhikaansh log unhen khareedane ke dauraan fan ke bijli khapat ko anadekha karate hain.
India mein kai company hai jo enery efficient ceiling fan banati hai. Lekin un mese sirf 3 company ke fan ke bare me batounga. Aur me inmese 2 company ka fan me bhi use karta hu apne ghar me , jo ki bahut hi kaam karta hai aur bijli bhi bachata hai.
Aajkal company bijli bachane ke liye new technology ka use kar rahi hai jaise ki BLDC Technology (Brushless Direct current motor ) ka use karti hai joki baki fans ke compare me 50% kam bijli khapat karti hai.
Friends me neeche fans ke list de raha hu , aap inmese koi bhi fan le sakte hai.
sath hi inke service bhi kaafi accha hai.
Atomberg gorilla fan 28 watt
SuperFan ceiling Fan 35 watt
Orient Electric Energy Saver Ecotech Plus 32 watt Rs.3200
muje pata hai appko inke price jyda lag rahe hai but ye money appko ek baarlagana parega uske baad aapki jo bijli khapat kaarega wo appko 2 saal me paisaa wasool ho jayega.so friends aap isse kharid sakte hai agar aap agar naya fan kharidne ka soch rahe hai.
maine already Atomberg Gorilla fan or SuperFan Ka Review Kiya hua hai , aapko agar dehna hai toh neeche diye gaye link par dekh sakte hai.
Atomberg Gorilla Fan
SuperFan ceiling Fan
I hope apko mera ye post pasand aaya hoga aur acchi jankari milli hogi